Mita Diye Hain Naksh Sabhi
Ehsaas Nhi Ye Marta Hai,
Waar Diya Tha Dil Jis Pe
Bas Yaad Usi Ko Karta Hai,
Humdard Rhe Jo Ek Arse Tak
Fir Har Dard Usi Se Milta Hai,
Haye! Yun Mujhe Na Dekho Tum
Naram Lehze Se Dil Darta Hai,
Hansti Aankhen Din Ka Mousam
Raat Main Sawan Barsta Hai..
⭐⭐⭐⭐⭐
मिटा दिए हैं नक्श सभी
एहसास नहीं ये मरता है,
वार दिया था दिल जिस पे
बस याद उसी को करता है,
हमदर्द रहे जो एक अरसे तक
फिर हर दर्द उसी से मिलता है,
हाय! यूं मुझे न देखो
नरम लहज़े से दिल डरता है,
हंसती आंखें दिन का मौसम
रात मैं सावन बरसता है..
🌟🌟🌟🌟🌟
