Ab Jo Tumse Bichhrun To
Main Toot Kar Bikhar Jaun,
Ho Sakta Hai Kahin Aisa Bhi
Tere Ghum Main Sanwar Jaun,
Manzar Judai Ke Raas Aa Jaye,
Tanhaai Ke Dil Main Uatar Jaun,
Aadatan Dharke Dil Ehsaas Mar Jaye,
Main Is Qadar Badal Jaun,
⭐⭐⭐⭐⭐
अब जो तुमसे बिछड़ू तो
मैं टूट कर बिखर जाऊं,
हो सकता है कहीं ऐसा भी
तेरे ग़म मैं संवर जाऊं,
मंज़र जुदाई के रास आ जाये,
तन्हाई के दिल मैं उतर जाऊं,
आदतन धड़के दिल एहसास मर जाए,
मैं इस कदर बदल जाऊं..
🌟🌟🌟🌟🌟
