La hasil aur hasil



La Hasil Aur Hasil Ke Beech Ka

Safar Hai Zindagi,

Duniya Main Apne Maqsad Se

Bekhabar Hai Zindagi,

Adhoore Khawabon Ki Khwahish Se

Zair-o-Zabar Hai Zindagi,

Jhoothe Saharon Se Wabsta

Aarzu-e-Na Saboor Hai Zindagi..


⭐⭐⭐⭐⭐


ला हासिल और हासिल के बीच का

सफर है जिंदगी,

दुनिया मैं अपने मकसद से

बेखबर है जिंदगी,

अधूरे ख्वाबों की ख्वाहिश से

ज़ैर-ओ-ज़बर है जिंदगी,

झूठे सहारों से वाबस्ता

आरज़ू-ए-ना सबूर है जिंदगी..


🌟🌟🌟🌟🌟

Post a Comment

Previous Post Next Post