Mousam Wo Tanhaai Wala Ho
Aur Phir Se Tujhko Bhulayein Hum,
Neendon Ka Maara Dil Hai Mera
Is Dil Ko Phir Se Sulaayein Hum,
Kar Ke Tere Khawabon Se Juda
Bin Tere Jeena Seekhlayein Hum,
Mera Ishq Ashqon Sang Beh Jaye
Aaj Khud Ko Itna Rulayein Hum,
Aur Thaam Ke Sabar Ka Daaman
Phir Khud Ko Hi Behlayein Hum..
⭐⭐⭐⭐⭐
मौसम वो तन्हाई वाला हो
और फिर से तुझको भुलायें हम,
नींदों का मारा दिल है मेरा
इस दिल को फिर से सुलाएँ हम,
कर के तेरे ख्वाबों से जुदा
बिन तेरे जीना सीखलायें हम,
मेरा इश्क़ अश्कों संग बह जाये
आज खुद को इतना रुलायें हम,
और थाम के सबर का दामन
फिर खुद को ही बहलायें हम..
🌟🌟🌟🌟🌟
