Apne Aap Main Wo Dilchasp Kirdar Tha,
Jo Kahani Ke Sath Badlta Chala Gaya,
Raston Ki Tarah Hum Wahin Reh Gaye,
Wo Musafir Tha Aage Badhta Chala Gaya,
Manmarziyon Se Apni Waqif Tha Magar,
Muqaddar Se Gila Wo Karta Chala Gaya,
Talkh Lehzon Se Chout Kha Kar Bikhar Gaya,
Zakhm Gehra Tha Magar Bharta Chala Gaya..
⭐⭐⭐⭐⭐
अपने आप में वो दिलचस्प किरदार था,
जो कहानी के साथ बदलता चला गया,
रस्तों की तरह हम वहीं रह गए,
वो मुसाफिर था आगे बढ़ता चला गया,
मनमर्जियों से अपनी वाकिफ़ था मगर,
मुकद्दर से गिला वो करता चला गया,
तल्ख़ लहज़ों से चोट खा कर बिखर गया,
जख्म गहरा था मगर भरता चला गया..
🌟🌟🌟🌟🌟
Tags:
Sad Shayari
