Na Wade Rahe Na Wafa Rahi,
Ab Aitbar Bhi Nahi Raha,
Mehfooz The Jiski Panahon Main,
Wo Jaan Nisar Bhi Nahi Raha,
Sab Khwab Jal Kar Bujh Gaye,
Ab Intezaar Bhi Nahi Raha,
Ek Qayamat Thi Jo Guzar Gayi,
Ab Dil Sogwar Bhi Nahi Raha..
⭐⭐⭐⭐⭐
ना वादे रहे ना वफ़ा रही,
अब ऐतबार भी नहीं रहा,
महफ़ूज़ थे जिसकी पनाहों में,
वो जान निसार भी नहीं रहा,
सब ख्वाब जल कर बुझ गये,
अब इंतज़ार भी नहीं रहा,
एक कयामत थी जो गुजर गई,
अब दिल सोगवार भी नहीं रहा..
🌟🌟🌟🌟🌟
